Tuesday, July 21, 2009

india poem and love sayari, indian dosti sms and sayari, indian funny jokes and sayari, indian love sms and sayari, india Sayari,

kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai
kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai
tanhai ko tum bebasi ka naam na do
kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai

Aap na diwana kar diya,
ek bar dekh kar.
Aur hum kuch bhi na kar paya,
bar bar dekh kar.

Tum jo chahata to halat badal sakta tha,
mera aasu tumhari aakh sa nikal sakta tha.
Magar tum to thara raha jheel ka pani ke tarha,
Banta samundar to bahut door nikal sakta tha.

Her baat ka matlab inkaar nahi hota
her jaghah pe beithna intizaar nahi hota
yun to milti hain hazaroon se nazrein
Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota


Her baat ka matlab inkaar nahi hota
her jaghah pe beithna intizaar nahi hota
yun to milti hain hazaroon se nazrein
Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota


hai bewafa tujhe pyaar kiya usne tujper mar mit kar,
tune chode diya use bich sadak per,
ai bewafa itna bhi na kha ghamand apne husna per,
itna bhi kya chadder bhi na daal aaye uske mare huve sarir per.

soory dost agar sayari pasand nahi to maaf karna chot khaya huwa insan hu is liye dimak kaam nahi karta

unki gali ke chakkar
kat kat kar bhi kutte hamare yar ho gaye,
wo to hamare ho na sake,
lekin hum kutto ke saradar ho gaye,


Rang ke pichhi vagar tasavir bana vi lidhi,
jigar thi jane jindagi sajavi didhi,
tamne puchhava no samay pan na rahyo,
prem ni am j duniya vasavi lidhi……..

bag main ek phul khila wo bhi kisee na tor dia
tum itna bewafa ho gaay ka milne bhi chor dia

Main mar jaoo to meri kabra par mat aana
kabra par aao to ful mat lana
ful lao to kabra par mat chadhana
kyunki me dab chuka hu muze aur mat dabana

asiq marate kaha jinda dafanaye jate hain ,/kabr ke niche sisakate huye paye jate hain/ unke muhabat ke dastan o v sunate hain chuske lekar /jinake lea o dafanaye jate hain

do pal ka sapana tha jise duniya samajh baithe the ham/nigahe asana ko na jane kya samajh baithe the ham

najar milate hi hua asar sarab ke tarah/ki o haqiqat gujar gaye ek khawab ki tarah/hos me jo aya to saya v na unaka payadil ke chaman ke halat thi ujade bag ke tarah |ke o

Aashiqui Ki Inteha se Naraaz Jo Naa Ho………
Aashiqui Ki Inteha se Naraaz Jo Naa Ho…….
Aawaj Do agar Aap mein se koi Dil Nawaaz Ho………

Gulshan ki faqat phoolon se nahin kanton se bhi zeenat hoti hai !
Jeene ke liye is dunia main gham ki bhi zaroorat hoti hai

Badlo ke darmiya kuch aisi sajish hui,
mera ghar mitti ka tha mere hi ghar barish hui,
usko bhi zid hai bijliya girane ki
aaur hame bhi zid hai wahi aashiya banane ki

Geele kagaz ke tarah hai zindagi apni
koi jalata bhi nahi, koi bahaata bhi nahi,
akele hi chale jaa rahe hai dil ke raaho me
koi satata bhi nahi, koi manata bhi nahi.

aakhon me aasoo aa jaate hai,
phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,
ye mohobbat bhi kya chiz hai yaro,
jisse karte hai, ussi se chupani padti hai

Tadap ke dekho kisi ke chahat me
to pata chale ke intezaar kya hota hai,
yunhi mil jaye agar koi bina tadpe
to kaise pata chale ke pyar kya hota hai.

“girls are like an internet virus:
they enter your life, scan your pockets,
transfer money, edit your mind,
download their problems and delete your smile”

sine se lagaya hota aap ko, agar aap dil ke paas hote
dil to khair rehne do kya chahta, agar aap nazar ke paas hote..

dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse tuta hua sisa dekha nahi jata,
apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata

Sine me dil,
Dil me dard,
Dard me nasha,
Nashe me mithas,
Mithas me ummid,
Ummid me khayal,
Khayal me tasvir,
Tasvir me aap..

Chahat me kisika imtihan na lena,
Jo nibha na shako wo wada na dena,
Jise uske bin jine ki aadat na ho,
Use kabhi jine ki dua na dena.

Waqt guzarata raha par sanse thami si thi,
Muskura rahe the hum par aankho me namisi thi,
Sath humare ye jahan tha sara,
par naa jaane kun aapki kami thi

Log milte hai EVERY TIME
Pasand aate hai SOME TIME
Dosti hoti hai ONE TIME
Jo rehti hai LIFE TIME.

Kash sab ek jaise hote …
Ek hum hai jo msg nahi
apna DIL bhejte hai,
Aur Ek aap hai,jo DIL rakhne
k liye bhi Msg nahi bhejte…

The candles cannot burn without the light.
The moon cannot shine without the night,

DUNDH RAHA KISI KO JO AB TAK MILA NAHI
HAI MUKADAR HI KARAB, YA KISMAT MEIN KUCH HAI NAHI
KHUDA SE MUJHKO KOI GILA NAHI

ulfat me kabhi ye haal hota hai
aanke hasti hai magar dil rota hai
mante hai hum jise manzil apni ,
humsafar uska koi aur hota hai.


ulfat me kabhi ye haal hota hai
aanke hasti hai magar dil rota hai
mante hai hum jise manzil apni ,
humsafar uska koi aur hota hai.


ulfat me kabhi ye haal hota hai
aanke hasti hai magar dil rota hai
mante hai hum jise manzil apni ,
humsafar uska koi aur hota hai.


Meri har khata par naraz na hona,
Apni pyari si muskan kabhi na khona,
Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko,
Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona.


Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai,
Aise hi mohabbat ki shuruaat hoti hai.
Tere hi khayalon mein khoye rehte hai hum,
Pata nahi kab din kab raat hoti hai.


diwane hai ham tujhe bhi bana denge.
dil me tere apni yad ki shama jala denge.
raho chahe jitne bhi pathar dil banke aap.
par yado se apni tumko bhi rula denge…


LOG KEHTE HAIN MUJHE AB BHI MOHABBAT HAI TUMSE
MAGAR MAIN KAHON KI YE MUMKIN NAHIN HAI

YA MAIN US MOHABBAT KE KABIL NAHIN THI
YA TU IS MOHABBAT KE KABIL NAHIN HAI

NA MAIN TERI MANZIL NA TU MERI MANZIL
KYA ITNA BATANA HI KAFI NAHIN HAI

ISHQ JODTA HAI IK DIL KO IK DIL SE
DIL TOOTE HAI PHIR BHI KAHIN KUCH KAMI HAI

PYAR HOTA AGARTO TUMHE BANDH SAKTA
JO ROK NA SAKE WOH MOHABBAT NAHIN HAI.


ai kalam ruk zara mohabbat ka mukam ayaa hai
teri noke ke niche mere mahbobe ka naam ayaa hai

pattharo ko itna na pujo ke woh dewta ho jay
chahane wale ko itna na chaho ke woh bewafa ho jay

Hum unhe paane nikle
jinki surat ke aghe chaand taare bheeke hai,
hosh me nahi the ham,
ke apko apnane ki zidd karr betai,
zameen ki mitti hokar asmaan se dil laga betai

Agar Jawab Doge to baat karenge,
nahi doge to intezar karenge !
dosti ki hai aapse isliye Marte Dam tak
Aap ko Har Pal Yaad Karenge !

unka ashiyana dil mai basa rakkha hai,,
unki yaando ko seene se lagaye rakkha hai,,
pata nahi yaad ate hai wahi q,,
waise dost to hamne auron ko bhi bana rakkha hai




Tumare Bagair Jeena Kya,
Jeena ka Khawab Bhi Nahi Dekh Sakta,
Sanso Ke Bagair Kutch Pal Main Ji Sakta Hu,
Lakin Tumhare Bagair Nahi,
Tum Ha Tum Wo Pahli Ladki Ho,
Jise Main Zindagi Se Badkar Chahne Laga Hu,
Mara Aaj Mera Kal,
Meri Pooja Main Meri Duwao Main,
Sirf Tum Ho Tum,
Tare Toot Jayenge Chand Bujh Jayega,
Lakin Ummid Ki Aakhiri Kirin Bujhne Tak,
Aakhri Sans Chalne Tak,
Main Tumhara Rasta Dekhunga,
Ha Tuhi.. Main Tumhara Rashta Dekhunga.

No comments:

Post a Comment