Din Guzar Gayaa Aitabaar Mein
Din Guzar Gayaa Aitabaar Mein
Raat Kat Gaii Intazaar Mein
Vo Mazaa Kahaan Vasl-E-Yaar Mein
Lutf Jo Milaa Intazaar Mein
Un Kii Ik Nazar Kaam Kar Gaii
Hosh Ab Kahaan Hoshiyaar Mein
Mere Kaase Men Kaayenaat Hai
Main Huun Aap Ke Ikhtiyaar Mein
Din Guzar Gayaa Aitabaar Mein
Raat Kat Gaii Intazaar Mein
Vo Mazaa Kahaan Vasl-E-Yaar Mein
Lutf Jo Milaa Intazaar Mein
Un Kii Ik Nazar Kaam Kar Gaii
Hosh Ab Kahaan Hoshiyaar Mein
Mere Kaase Men Kaayenaat Hai
Main Huun Aap Ke Ikhtiyaar Mein