Search Indian Shayari

Showing posts with label Judai Shayari. Show all posts
Showing posts with label Judai Shayari. Show all posts

Monday, December 30, 2013

किस्मत पर एतबार किसको है

किस्मत पर एतबार किसको है

किस्मत पर एतबार किसको है
मिल जाय ख़ुशी तो इंकार किसको है
कुछ मेरी मजबूरियां हैं मेरी जान,
वरना जुदाई से प्यार किसको है!

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    Monday, October 1, 2012

    Tu hai ya tera saya hai

    Tu hai ya tera saya hai



    Tu hai ya tera saya hai
    bhesh judai ne badala hai
    dil ke haveli par muddat se
    khamoshi ka qufl pada hai

    Thursday, August 30, 2012

    Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai Ka

    Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai Ka

    Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai Ka
    Jab Fark Pada Hi Nahi Unhe Hamari Judai Ka
    Khamoshi Se Saha Hamne Jab Har Gam
    To Ilzam Laga Diya Hum Per Bewafai Ka.

    You Might Also Like

      Listen to this post
      1x

      Friday, July 27, 2012

      Yaad mein teri ankhe bharta hai koi….

      Yaad mein teri ankhe bharta hai koi….

      Yaad mein teri ankhe bharta hai koi….
      Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi….
      Maut to aisi cheez hai jisko aana hi hai….
      Lakin teri judai mein har roz marta hai koi..!!

      You Might Also Like

        Listen to this post
        1x

        Monday, May 7, 2012

        Mera Dil Jis Par Fida Hai

        Mera Dil Jis Par Fida Hai

        Mera dil jis par fida hai
        wohi yaar mujhse juda hai
        main nahin kehta tanha hoon
        mere saath mera Khuda hai
        main kyun na usay pyar karoon
        wo jo mere dil ki sdaa hai
        us se bichhad kar lagta hai
        jaise yeh jeevan koi saza hai
        wo jahan bhi rahe khush rahe
        mere dil ki yahi dua hai

        You Might Also Like

          Listen to this post
          1x

          Tuesday, March 20, 2012

          Aitbaar Itna Karna Ke Shaq Na Rahe

          Aitbaar Itna Karna Ke Shaq Na Rahe

          Aye Dost Humko Saath Itna Do Ke Had Na Rahe,
          Magar Aitbaar Bhi Itna Karna Ke Shaq Na Rahe,
          Hamse Wafa Itni Karna Ke Kabhi Bewafai Na Ho,
          Aur Dua Bus Itni Karna Ke Kabhi Judai Na Ho.

          You Might Also Like

            Listen to this post
            1x

            Thursday, March 15, 2012

            Chirag Bujhakar Nahi Gayi

            Chirag Bujhakar Nahi Gayi

            Wo Ruksat Huyi To Ankh Milakar Nahi Gayi
            Wo Q Gayi Ye Batakar Nahi Gyi
            Lagta He Wapis Abhi Laut Ayegi
            Wo Jate Huwe Chirag Bujhakar Nahi Gayi

            You Might Also Like

              Listen to this post
              1x

              Judai Ka Gam

              Judai Ka Gam

              Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hai
              Is Tarah Judai Ka Gam Mita Leta Hai
              Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Toh
              Hass Kar Bheegi Palkein Jhuka Leta Hai

              You Might Also Like

                Listen to this post
                1x