Search Indian Shayari

Friday, March 11, 2022

मैं आदत खराब कर बैठा

मैं आदत खराब कर बैठा

तेरे इंतज़ार में रात भर जुगनू इकट्ठा कर बैठा
सुबह हुई ही नहीं और मैं उजाला कर बैठा
बात तो बस एक शाम की थी
पर वो मिल कर यूँ गए कि मैं आदत खराब कर बैठा

tere intzaar mein raat bhar jugnu ikattha kar baitha
subah hui hi nahin aur main ujaala kar baitha
bat to bas ek shaam ki thi
par vo mil kar yun gaye ki main Aadat kharab kar baitha

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    No comments:

    Post a Comment