Monday, February 13, 2012

Valentines Day Special


Valentines Day Special 






hum pyar tumko iss kader karte hain,,
har baat me tera hi jikkar karte hain…
tum na jane kab samjhoge mere dil ki haalat ko,,
hum to sirf intzar aapka hi kiya karte hain…


Chehre ki har muskan ban jata hai koi..dil ki har dhadkan ban jata hai koi..phir kaise jeeyenge jindgi “UNKE” bin..jab jindgi jeene ki vajah ban jata hai koi..Happy valentines day




Na wo pari na jannat ki hoor jaisi ho.Mujze talaash hai uski jo mere jaisi ho,mere khayalo ko pehchan le bas kafi hai.meri Mohbbat ki kadar kare Wo aisi ho.,agar kabhi ruth jau me us se.to muskra kar manaa le Wo aisi ho.,jo wada kare wo nibha bhi sake.irado me wo chttano jaisi ho.,dukho me hasne ka hoonar wo janti ho.ek aisa hum_safar jo samandar ki tarah gehra ho.uske pyar ki thandak ho mere liye aisi ki Wo bilkul aasma k chand jaisi ho.,mujze talaash hai uski jo mere jaisi ho…..




Chahe jane ki hasrat kise nahi hoti..par har kisi ki aisi Kismat nahi hoti..Koi ek hota hai jo bas jata hai dil mai..har kisi se Mohbbat you hee Nahi hoti..

Kyo kisi se itna pyar ho jata hai.Ek pal ka intjaar bhi dushwaar ho jata hai..lagne lagte hai apne bhi paraaye.aur ek ajnabi par Etbaar ho jata hai…

Ek din usne anpi Naajuk si ungli se meri hatheli par Likha”Mujze Pyar hai Tum se”Na jane Wo kaun si saahyi thi ki aaj tak Wo shabd dikhe bhi nahi aur mite bhi nahi…

vo hum ko dard deta raha hum jabi muskurate raha jab pata chale ki vo ek bewafe ke sath ke naam krae karte raha. usi paal mai hum jindigi se nata chod diya

Ye Dosto pyaar karne ka mousam aaya jiwan me bahar lane ka mousam aaya mai to bola aaj kya erada haiTo alke gulab ke phulon se mahak aaya aaj insan aajad hai payaar ke ye mousom aaya

T-o my Valentine, with all my love,
O-f whom I cannot say enough in praise,
M-ay my love for you sufficient prove,
Y-earning to redeem your caustic days.
V-ortices within may drag you down.
 A-nchor, then, in my serenity.
L-ove saves some who otherwise might drown,
E-mbarked alone upon their Galilee.
N-or should you deem your own love not enough
T-o be the chapel to which I retreat
I-n search of a pavilion for my pain.
N-o love is love unless it be a seat
E-nchanted, where a stone might weep again

No comments:

Post a Comment