Tuesday, February 28, 2012

Tanhai Hindi shayari

Tanhai Hindi shayari



jindgi ne sari umar hame tanhai bahut di
jis se bhi dil lagaya usne rusvai bahut di

Kadam kadam per baharo ne sath choda hai ,
zarurat per yaron ne sath choda hai ,
wada kiya sitaron ne sath dene ka ,
subah hone per sitarone b sath choda hai ……

sabhi ko sab kuch nahi milta,
nadi har lahar ko sahil nahi milta,yeh dilwalo ki duniya hai dost,
kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta

hasile manzil per safar tanha
dost e aks per asal tanha
hujoom e dar per aashiyan tanha
saman e maut per ruksatein tanha!

tanha sa safar ,anjaan si dagar
jane kahan le ,jayegi jindgi magar
raston me hi hum kho gaye hain aise
manjilon ka tho aab koi rahguzar hi nahin

jane chahat ki dor jindgi se kyun jud jati hai
phir bhi jinndgi khud ko har mukaam par tanha pati hai

tum chod gaya hame kisi tanha mord par
tumhe khabar bhi nahin haum chal rahein hain
kis kacchi dor par, ek thokar lagi ki toot jayein
jindgi ko hai aab parakhna maut ke daur par

kaas unki chahat hame hasil hoti, hamari nigahein unke chahane walon ki tarah katil hoti
par pyar ka hai yahi dastoor, har pyar karne wala hota hai ruswa jindgi me jaroor
tanhaiyan hi milti hain is khel mein jindgi bachti hai kahan is bheed mein

tanha tanha ye safar bhi kat jayega
ek din tho unhe bhi hamara dar yaad aayega
kisko khabar hai tab unhe bhi
unka tasavvur kahan le jeyega
hum tho na honge unki rahaon mein tab
unhe bhi hamara dard yaad aayega

तन्हा तन्हा हम रो लेंगे महफ़िल महफ़िल गायेंगे
जब तक आँसू पास रहेंगे तब तक गीत सुनायेंगे
.
तुम जो सोचो वो तुम जानो हम तो अपनी कहते हैं
देर न करना घर जाने में वरना घर खो जायेंगे
.
बच्चों के छोटे हाथों को चाँद सितारे छूने दो
चार किताबें पढ़ कर वो भी हम जैसे हो जायेंगे
.
किन राहों से दूर है मंज़िल कौन सा रस्ता आसाँ है
हम जब थक कर रुक जायेंगे औरों को समझायेंगे
.
अच्छी सूरत वाले सारे पत्थर-दिल हो मुमकिन है
हम तो उस दिन रो देंगे जिस दिन धोखा खायेंगे

No comments:

Post a Comment