Meri sochon ka koi Kinara na tha
Meri sochon ka koi Kinara na tha,
Jise hum ne chaha woh kabhi Humara na tha.!
Main uski Mohabbat mein yun Toot kar bikhra ke,Meri sochon ka koi Kinara na tha,
Jise hum ne chaha woh kabhi Humara na tha.!
Dosra koi mujhe sameitne wala na tha.! Woh shakhs mujhe Zakham pe Zakham deta raha,
Dil ne bhi uske siwa kisi aur ko Pukara na tha….!
No comments:
Post a Comment