Search Indian Shayari

Sunday, February 19, 2012

Sharabi Shayari from Devdas

Sharabi Shayari from Devdas Movie



Devdas Ko Papa Ne Kaha Ghar Chhod Do
Maa Ne Kaha Paro Ko Chhod Do
Devdas Ne Kaha Duniya Chhod Do
Appko Kisne Kaha Humse Baat Karna Naa Chhod Do…
Dil ke chhalon ko koi shayari kahe,
to dard nahi hotaTakleef to tab hoti hai,
Jab log wah-wah karte hain
Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,
Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,
Kya karen is duniya walon ka,
Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain.
Yu nazar se nazar ki baat ki,
ki dil chura le gayehum to samjhe the but, aap to dhadkan suna gaye…

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    No comments:

    Post a Comment