Monday, February 13, 2012

Love Shayari


Love Shayari 


Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat hai aap mein,
Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…


Apki talash me kadam khud nikal gaye,
Apki yado me ye arman pigal gaye,
khoja tha tume saare jahan me,
palke band ki to aap dilme hi mil gaye..




Aap se kuch kahne ka khayal jab jab aaya hai , pahele bade jatan se humne in lafjo ko sajaya hai. Raah mai achanak kahi jab aap nazar aate hai, hoton par sajay sare bol bikhar jate hai. Lagta hai mujko yahi dar, kahi tum inkar na kar do. Ruk jaay na meri sanse, jaldi se izahar kar do. Jab bhi jukhengi palkhe meri, aapka khilta hua chera paunga. Dil mai chupi jo aapki yadee unhe kabi nai bhula paunga.


mana ki pyar ka pehla akser adhura hai par is adhe akser ko nikal do to yaarreh jata hai or ap jaise yaar ho to jindgi se bhi pyar ho jata hai,,,,..


khada bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai.jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the. unko jaan se bhi pyaare bana deta hai.

zindagi wo jo guzar jay.ansoo wo jo beh jay. khusi wo jo mil jay.ghum wo jo beet jay. magar p-y-a-r wo jo hmesha sath nibhay



No comments:

Post a Comment