Sunday, February 26, 2012

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Raat ke syaah asmaan ko dekh rahi hou,
Aankhou mai aansoo liye hontou pe khamoshi,
Tumhare saath beete huwe kal ko yaad kar rahi hou,
Par teri judai mai har pal mar rahi hou,
Pehle bhi to bita leta tha kitni hi raate akele,
Magar ab apne hi saaye se darr rahi hou,
Jab tum thi to tumhare ikrar ko thukraya,
Ab mai apne hi inkaar ki keemat bhar rahi hou,
Aankhou mai aansoo liye hontou pe khamoshi,
Tumhare saath beete huwe kal ko yaad kar rahi hou,
Magar teri JUDAI mai har pal mar raha hou!!!!!!

No comments:

Post a Comment