Monday, February 27, 2012

Bewafai Shayari

Bewafai Shayari

Apne khawabon ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yaad kar wo din ek ishara par maine
Tujhe apni dulhan bana dala
par thodi si “AMIT” ko dekh kar tumne mujhe beijiat ar badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ki aansu rula dala
Tumhe rutha hua mehboob samjha yha maine
Par tune mujhse bewafai kar dala.

No comments:

Post a Comment