Friday, August 21, 2009

india Sayari, indian funny jokes, indian funny jokes and sayari, Indian funny sms and sayari,

jise dekh duniya fida,


jiske har ada hai ekdum juda,,



uske har nakhare sahane padte hai,



wo aap hum nahe bharat ke nanhe bachhe hai





Palkon pe apni bitaya hai tumhe,
Badi duao ke baad paaya hai tumhe,
Itni aasani se nahi mile ho tum
Zoological park se churaya hai tumhe...!!!




Bhehr ki gali main paan ki dukan
Devdas ne dekhi paro ki muskan
Devdas ne khilaya paro ko paan
Khake paan paro bolo "Shukriya Bhai Jan




Raat hote hi ye Dil udaas hota hai,,,,,,,,,,,
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai,
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
jab uchalta hua koi janwar aas-paas hota hai....




sada khush rho yeh dua hai meri,,,,
Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri..




Raanja Heer ke baal pakad ke bola,,,,,,
Moya kitne din se sar nahin dhoya,,,,,,,



Unki Gaali ke chakkar kaat te kaat te,kutte humaare yaar ho gaaye,
Unki Gaali ke chakkar kaat te kaat te,kutte humaare yaar ho gaaye,
Woh to humhe naa mili ,lekin hum kutton ke Sardaar ho gaaye!!!!!!!!!!!!





AAsmaan par kaali ghata chaati to hogi,,,,,,,,
Sitaron mein jagmagahat hotii to hogi.,,,,,,,,,,,
Tum lakh chupao Duniya se, magar akeley mein,
tumhe apni shakal pe muskurahat aati to Hogi..





Uski zulfein hain ya ghana andhera ,,,,,,,,
aye zaalim Katwa de baal, aur kar de savera




Aye Mere Dost Mere Chale Jaane Key Baad Aansu Na Bahana...
Agar Meri Yaad Aaye to Sidhe Upar Chaley Aana...............


Hamne socha tha har modh par tumhara saath denge,
Hamne socha tha har modh par tumhara saath denge,
par kya kare kambakhat sadak hi sidhi nikli .............



arz kiya hai.........
khud ko kar buland itna ki zamaana ho deewana,
khud ko kar buland itna ki zamaana ho deewana ,
neend se utha to paaya kutton ka dawaakhaana,

No comments:

Post a Comment