Wednesday, July 22, 2009

Sab kuch bhula diya,Pake tumhe bhi pa na sake

Sab kuch bhula diya


Sab kuch bhula diya
Wafa ka kisa sila diya
wo wade, teri irrade
sab ko thukra diya
pyaar ka aisa sila diya
Bhool jana thumko bas main nahi
tumne humko bhula diya
wafa ka aisa sila diya
Teri yaad pal pal sataye
Maine aisa kiya kiya
Apna dil hai tujhe diya
na koi gila na koi shikayat
Maine kaunsa gunha kiya
Jo tune tofa bewafayi ka diya



Pake tumhe bhi pa na sake



khoya tumhe per tumne khno na sake
pake tumhe bhi pa na sake

deewana dil iskadar karte ho baar baar
chaha tumne bahut par chah pa na sake

mile the tum ki mil gai ho koi manzil
jashan tum bin hum saja na sake

jal raha hai teri mohabbat ka diya
teri wafao ko teri bewafai se mita na sake

khoya tumhe per tumne khno na sake
pake tumhe bhi pa na sake

No comments:

Post a Comment