Friday, April 14, 2017

Zindagi hai meri badhaal na jane kabse

Zindagi hai meri badhaal na jane kabse

Zehar ko dudh samajh kar kaise piya jaye
Dil ho agar zakhmi to usko kaise siya jaye

Jab khud par hi yakeen nahi raha mujhe
Toh tujh par yakeen ab kaise kiya jaaye
 
Zindagi hai meri badhaal na jane kabse
Badhaal hui zindagi ko ab kaise jiya jaye

No comments:

Post a Comment