Search Indian Shayari

Thursday, September 24, 2015

Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main

Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main

Kaha karti thi mujh se ki koi dua hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main,

Kabi ek lamha tak jee nai pati thi mere bagair,
Aur aaj kahti hai mujko ki ek saza hu main,

Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai,
Lagi mashuq ki mehndi aur aashiq rota aaya h,

Magar riwaz bhi ye ulta kar dikhaya maine,
Bina chahat ke hi kisi ki maang bhar di maine,

Kiya hai jo bhi espe khud se hi khafa hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main  

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    No comments:

    Post a Comment