Search Indian Shayari

Monday, October 1, 2012

Ulfat-E-Nigha Ki Talab

Ulfat-E-Nigha Ki Talab



Hai Abhi Baki Uski
Ulfat-E-Nigha Ki Talab Mujhe
Jhoomti Rahi Dilruba Meri
Ajnabi Baahon Ke Halqe Mein Lachakti.
Sulagte Aansu Mein Doobi
Iss Aankon Mein Taab-E-Nazar Hai Abhi
Kaise Doon Use Ye Ilzam-E Bewafai
Ke Khayee Thi Kasam Usne Rooh Ki Meri.

Shoq-E-Aziyaat Taqdeer Meri
Sulagti Dhuein Mein Udi
Guzara Mein ‘Sheikh’ Ab Alvida
Sarhad-E-Marg-E-Musalsal Sahi…

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    No comments:

    Post a Comment