Search Indian Shayari

Tuesday, August 21, 2012

Mujhe Pyaar dikhana nahi ata?

Mujhe Pyaar dikhana nahi ata? 

Mujhe Pyaar dikhana nahi ata?
Mujhe bato’n ka jaal bnana nahi ata?
Kash k “Wo” samjh jati bin kahe?
mujhe Mohabbat ko lafzo me kehna nahi ata```````

You Might Also Like

    Listen to this post
    1x

    No comments:

    Post a Comment