Wednesday, August 19, 2009

Khamosh Nazre

Khamosh Nazre

Labo se nahi nikalti par hoti he chupi kahi dard bhari batein..

Muskil hota hein apne dard ko bayan karna kisi apne se….
Asan hota he utna apne dard ko ghut ghut kar pe lene se..

Muskil he jina apne dard ko u chupa kar kisi apne ko bina bataye…
Par darte hein hum kahi yeh dard sun kar woh hame chor na jaye bina kuch bataye…

Raat raat bhar sochte hein hum rahete hein unke khayalo mein har dum….
Dard fir bhi halke nahi hote sayad adaat c ho gaye hein unke is duriyo ka gum…

Bahut taklif hoti hein hame jab unki yaad mein nikal ate hein ansu hamare in ankho se…
Par khud ko rok lete hein kahi hamari ye halat dekh kar ansu na nikal jaye unki ankho se…

Dard mein basi hein yeh zindagi jo ho gayi he ek adhure kitab ke tarah….
Jina hein in gamo ko apna yaar banakar sayad yahi hein mere papo ka gunah…

anyways till then bababyeee…gud nite….ghost dreams…lolz…

No comments:

Post a Comment