Wednesday, August 19, 2009

india poem and love sayari, indian dosti sms and sayari, india

chand me ,band palko me , ye aalam hai tere didar ka,
kuchh khafa si ho gayi ye nazre savre se,
kar na sake baat ishq e izahar ki do lafjo mein ,
shiqwa hai kuchh aisi e dil tere se,
koshish teri ek mulakat pane ki har pal ki hamne,
lagta hai tera dostana ho gaya hai andhere se,
tanha tanha sa tadap raha hu bagair tere ,
ho gar koi gila kah de e ishq mere se,
soch ke hamari tanhai,kuchh teri rusavaiya e ishq,
kuchh darr sa lagne laga hai kisi husn ke sahre se



DOSTI se badi koi jaageer nahi,
is se achi koi Tasvir nahi,
ek nazuk prem ka dhaga hai
fir bhi is se pakki koi zanjeer nahi



Friendship Shayri
Duniya Fana Ho Sakti Hai
Jism Fana Ho Sakta Hai
Magar Wo Dil Kya Fana Hoga
Jisme Aap Jaise Dost Hai….

Har rishtey ka koi mukam nahin hota,
Dil ke rishton ka naam nahin hota,
Khoja hai aapko dil ki roshani se,
Aap jaisa dost kisi ke liye aam nahin hota.

Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya

No comments:

Post a Comment