Friday, March 9, 2012

pyar ke woh pal talaashta hoon

pyar ke woh pal talaashta hoon 


sochey they jo kabhi humne tumein sochkar woh jajbaar talaashta hoon
dekhey they jo kabhi tere main  woh khawaab talaashta hoon
mila nahin jis ka jawaab mujhe main woh sawaal talasshta hoon
khatam ho jaye yahan tera intzaar main woh mukaam talaashta hoon
khilne lagey they chahat ke jab phool woh bahaar talaashta hoon
dil hota tha bekraar jismein ,pyar ke woh pal talsshta hoon

No comments:

Post a Comment