Thursday, March 8, 2012

Yeh Zamana

Yeh Zamana

“yun toh meri maiyyat mein shaamil yeh zamana hoga,
par karne rawana mujhe tujhe bhi aana hoga,
kar jayega shirkat agar wahan tu `sufi`,
toh mere jaana mera aakhiri safar bhi sufiana hoga”

No comments:

Post a Comment