Jis din se juda wo humse hua
friends-for-ever.jpgjis din se juda wo humse hua
jis din se juda wo humse hoye,
is dil ne dharakna chor dia
hai chand ka mun utra utra,
taroan ne chamakna chor dia
wo saath humaray hota tha,
berut hi bahar aa jati thi
ab lakh baharein ayein magar,
phoolon ne mehakna chor dia
ik din ye dua mangi hum ne,
taqadeer balday ey- malik!
awaaz yeh ayee k hum ne,
No comments:
Post a Comment