Wednesday, August 19, 2009

india poem and love sayari, india Sayari, indian dosti sms and sayari,

hamne maanga tha saath unka
woh judaai ke gam de gaye
hum yaadon ke sahaare je lete
wo bhul jaane ki kasam de gaye..

bin kinare ka samundar kaha
bin pathar ka pahad kaha
bin roshni ka suraj kaha
bin tere sanam yeah zindagi kaha

haqiqat samjho yaa afsaana
apna samjho ya begaana
suno is dil ka fassana
teri dosti hai mere jeene kaa bahaana

aankhon mein aasooan ki lakir ban gayi
socha na tha aisi takdir ban gayi
hamne to u hi feri thi raet mein ungli
dekha to aapki tasveer ban gayi.

Kabhi jazbo kabhi khwabon ki tijarat karke…
Dil ne Dukh Dard kamaye hain mohabbat karke,
Tum jab aaoge mehfuz mileinge tumko….
Humne dafna diye hain khwab amanat karke…!!!!

kabul hain, uski pyar mein meri barbadi,
kabul hain, uski khushi mein meri gham,
kabul hain, uski zindagi mein meri jaan.
hain khuda teri is khel mein
kabul hain, uski jeet aur meri haar

ek pal mein unhon ne hamari zindagi sanwaar di
ek pal mein unhon ne hamari zindagi ujar di
kasoor tha to hamara sirf itna ..
in do palon mein hum ne apni zindagi guzar di

ankhon main rehnay waloun ko yad nahi kertay
dil main rehnay waloun ki baat nahi kertay
humarey to rooh main bus gaye hain app!
iss liye milney ki faryad nahi kertay!!!!

haqiqat samjho yaa afsaana
apna samjho yaa begaana
suno is dil ka phassana
teri dosti hai mere jivan ka bahaana

aapke aane ki jo ummid najar aayi
rishto ki bediyaan paron mein padi paayi
aapki yaad mein aankhein bhar aayi
or har aasoon mein aapki tasveer najar aayi

Pyar Chupta nahi aankhen chupane se,
Dil rukta nahi kisike samjhane se,
ruk jaati hai dhadkan tumhe bhool jaane se,
Hum tumhe yaad karte hain jeene ke bahane se………

No comments:

Post a Comment